The Kashmir Files

The Kashmir Files Best Movie Dialogues With Text and Image · Star: Mithun Chakraborty, Anupam Kher, Darshan Kumar, Pallavi Joshi, Chinmay Mandlekar, Prakash Belawadi, Puneet Issar · Movie: The Kashmir Files Film Dialogues, Lyrics, Status and Quotes
The Kashmir Files Movie Details
Movie : The Kashmir Files
Starring : Mithun Chakraborty, Anupam Kher, Darshan Kumar, Pallavi Joshi, Chinmay Mandlekar, Prakash Belawadi, Puneet Issar
Music : Rohit Sharma
Producer : Tej Narayan Agarwal, Abhishek Agarwal, Pallavi Joshi, Vivek Agnihotri
Director : Vivek Agnihotri
Editor : Shankh Rajadhyaksha
Written By : Vivek Agnihotri, Saurabh M. Pandey
Music On : Rohit Sharma, Swapnil Bandodkar
Release Date : 11 March 2022
The Kashmir Files Dialogues
Aap Par Ek Iljaam Hai
Ki Aapane Dher Saare Kashmiri Pandito Kee Jaan Lee Hai..
Ji..
Kitane Logon Ko Maara Hoga Aapane..
20. 25..
Agar Vo Aapse Kahte Ki Apane Sage Bhai Ko Maar Do To?
Maar Dete..
Aur Aapse Aapaki Maan Ko Marne Ke Liye Kahte To Maar Dete..?
Maar Dete..
No Mention Of Exodus
No, Not An Exodus
Genocide…
Politics Ka Bas Ek Hi Ant Hai.
Vinash.. Maut..
Maut Ke Darr Se Mai Bhi
Kayar Ban Jau..
Ye Sataye Huye Log
Guns Hi Uthayenge. Sir.
Kashmiri Pandito Ne To
Kabhi Koi Bandook Nahi Uthai. Kyo ?
Tute Huye Log Batate Nahi,
Unhe Suna Jata Hai.
Agar Aap Bikane Ko Taiyar Ho,
To Bazaar Hamesha Khula Hai…
Raat Tak Kashmir Chod Kar
Jane Ko Kaha Hai.
Jab Tak Sach Joote Pahanta Hai,
Jhood Puri Duniya Ka Chakkar Lagakar Aa Jata Hai…
Sapne Pure Nahi Hote…
Unake Pichhe Bhagana Padta Hai…
Kashmir Jal Rha Hai.
Khuleaam Kashmiri Hinduo Ka
Katleaam Ho Rha Hai.
Jhan Shiv Sarswati
Rishi Kashyap Huye
Wo Kashmir Hamara Tha
Jhan Panchtantra Likha Gya
Wo Kashmir Hamara Tha
Tu Janta Hi Kya Hai Kashmir Ke Bare Mein
Desh Ki Takdeer Wahi
Badal Sakta Hai Jiske Paas
Ye Power Hai, Political Power.
Lekin Kya ?
Kashmiri Pandito Ko Wapas
Apne Ghar Kashmir Jane Ka
Mauka Milega, Is This Justice?
The Kashmir Files Best Movie Dialogues, Mithun Chakraborty, Anupam Kher, Darshan Kumar, Pallavi Joshi, Chinmay Mandlekar, Prakash Belawadi, Puneet Issar Dialogues