Maari

Maari Best Movie Dialogues With Text and Image · Star: Dhanush, Vijay Yesudas, Kajal Aggarwal, Robo Shankar, Kaali Venkat, Kalloori Vinoth, Mime Gopi · Movie: Maari Film Dialogues, Lyrics, Status and Quotes
Maari Movie Details
Movie : Maari
Starring : Dhanush, Vijay Yesudas, Kajal Aggarwal, Robo Shankar, Kaali Venkat, Kalloori Vinoth, Mime Gopi
Music : Anirudh Ravichander
Producer : Listin Stephen, Raadhika, R. Sarath Kumar, Dhanush
Director : Balaji Mohan
Editor : Prasanna GK
Written By : Balaji Mohan
Release Date : 17 July 2015
Maari Dialogues
Stage Pe Mera Performance Dekhke Tu Bahot Fadfadaa Rahi Hai,
Udhar Apun Idli Mafik Naram Tha, Idhar Dhose Mafik Garam Hai,
Apne Dil Me Aurat Log Ke Liye Bahot Ijjat Hai
Madam Aap Hai Na Sarkari Kanoon Me Bandhi Hui Ho
Aur Apun Hai Sher, Apun Ke Liye Naa Kayda Hai Na Kanoon Hai
Basti Ka Supreme Court Hai Apun

If you are bad,
I am your Dad…

Yadav, Pataa Tha Tu B-tex Nahi Lagaata,
Isliye Tujhe Khujli Hovegi,
Apun Kartus Me B-tex Malham Lagake,
Gun Me Dalke, Khujli Wali Jagah Pe Thok Dalega!

Apun Teri Itni Dhulai Karega
Ki Teri Puri Body Fracture Ho Jayegi

Barso Se Myan Mein Rakhi Talwar
Ko Bhale Hi Jung Lag Jaye,
Lekin Agar Uss Talwar Ka Vaar
Shikar Par Pad Jaaye To Wo Kaat Daalti Hai

Aainda Se Mere Khilaf Bagawat Ki,
Kaat Dalunga…!

Apun Iss Shahar Me
Accountant Banne Aaya Tha
Lekin Teri Wajah Se Mujhe
Logo Ke Account Bandh Karne Pade

Kabhi Bhi Kisi Ka Huliya Dekh Ke
Uski Aukat Ka Andaaja Nahi Lagane Ka,
Kyunki Aisa Aadmi Bahot Khatarnak Hota Hai,
Huliya Hi Badal Dalta Hai

Kal Se Tu Aur Tere Chhokre
Shahar Mein Dikhai Diye To
Main Bilkul Bhi Daya Maaya Nahi Dikhaunga

Apna Baapu Swarg Mein
Round Kya Marne Gaya,
Tere Chhokre Log Apne Area Mein
Bahut Ghus Rahele Hai, Takleef Ho Jayegi Tere Ko

Apun Ko Tapkaane Ka Sapna Dekh Chalega,
Sapne Mein Rampuri Chaku Se Apun Ka Sina
Ekdam Chhalli Kar Daal To Bhi Vandha Nahi,
Lekin Sapne Ko Sakaar Karne Ki Agar Tune Koshish Ki,
To Ghusa Dalega!
Maari Best Movie Dialogues, Dhanush, Vijay Yesudas, Kajal Aggarwal, Robo Shankar, Kaali Venkat, Kalloori Vinoth, Mime Gopi Dialogues