Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Best Movie Dialogues

Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo

Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Best Movie Dialogues With Text and Image
Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Best Movie Dialogues With Text and Image

Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Best Movie Dialogues With Text and Image · Star: Akshay Kumar, Amitabh Bachchan, Bobby Deol, Divya Khosla Kumar, Sandali Sinha, Nagma · Movie: Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Film Dialogues, Lyrics, Status and Quotes

 


Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Movie Details

 

Movie : Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo

Starring : Akshay Kumar, Amitabh Bachchan, Bobby Deol, Divya Khosla Kumar, Sandali Sinha, Nagma

Story By : Shaktimaan Talwar

Music : Anu Malik

Producer : Anil Sharma

Director : Anil Sharma

Editor : Ballu Saluja

Release Date : 24 December 2004

 


Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Dialogues

 

Kiski Majaal Jo Chede Diler Ko
Gardish Mein Gher Lete Hai
Geedar Bhi Sher Ko…

 

Zindagi Kamaal Hoti Hai.
Ulajh Jaaye To Jaan Le Le …
Sulajh Jaaye To Bemisaal Hoti Hai

 

Ab Ke Saawan Mein Ye Shararat Hamare Saath Hui.
Hamara Ghar Chod Ke Saare Shahar Mein Barsaat Hui.

 

Aao Jhuk Kar Salaam Kare Unhe
Jinke Hisse Mein Yeh Mukaam Aata Hai.
Kis Kadhar Khush Naseeb Hai Wo Log .
Khoon Jinka Watan Ke Kaam Aata Hai.

 

Tu Bhola Bhala Hai Dil Bekaar Rulaya Jayega,
In Shokh Haseeno Se Milkar,
Wallah Bahut Pachtayega

 

Mohabbat Rang Lati Hai
Jab Dil Se Dil Milte Hai.
Mushkil To Yeh Hai,
Ki Dil Badi Mushkil Se Milte Hai.

 

Tirchhi Nigaahon Se Na Dekh Aashiq-e-dil-gir Ko
Kaise Teerandaz Ho Tum,
Zara Seedha Toh Karlo Teer Ko…

 

Duniya Ka Aitbaar Kare Bhi To Kya Kare,
Aasoon Bhi Apni Aankh Ka Apna Na Hua…

 

Koi To Jalwa Khuda Ke Vaaste Deedar Ke Kabil Dikhai De.
Sangdil To Mil Chuke Hai Sainkado,
Koi Ahl-e-dil To Dikhai De…

 

Aasmanon Se Kaho Agar Hamari Udaan Dekhni Ho,
To Apna Kad Aur Uncha Karle…
Husn Waalon Se Kaho Ki Agar Ishq Dekhna Ho,
To Humse Aake Mile…

 

Mana Ki Tu Ek Insaan Hai Sari Duniya Ke Liye.
Magar Sari Duniya Hai Kisi Ek Insaan Ke Liye.

 

Hoon Main Parwana Magar
Koi Shamma To Ho Raat To Ho.
Jaan Dene Ko Hoon Haazir,
Koi Baat To Ho…

 

Jis Desh Mein Paida Huye Ho Tum,
Us Desh Ke Agar Tum Bhakt Nahi.
Nahi Piya Doodh Maa Ka Tumne,
Aur Baap Ka Tum Mein Rakt Nahi.

 

Jab Uska Haath Mere Haath Mein Aata Hai.
Do Hatheliyon Ke Beech
Ek Taj Mahal Ban Jaata Hai…

 

Kya Sametega Hume Ye Waqt Ka Gahra Dariya,
Hum Kinaro Se Ubharne Ka Hunar Jaante Hai.
Seedhe Haatho Ne Jo Khinchi Hai Lakeerein Tedhi,
Un Lakeeron Par Chalne Ka Hunar Jaante Hai…

 

Maut Ke Mandiyon Mein Ja Jakar
Apne Beto Ki Baliyan Di Hai …
Desh Ne Jab Bhi Ek Sar Manga,
Humne Bhar-bharke Jholiyan Di Hai…

 

Khel Ke Maidan Mein Jeetna Bhi Koi Jeetna Hai.
Asli Jeetna To Jung Ke Maidan Mein Hota Hai.
Us Samay Maaro Ya Maare Jao..

 


Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo Best Movie Dialogues, Akshay Kumar, Amitabh Bachchan, Bobby Deol, Divya Khosla Kumar, Sandali Sinha, Nagma Dialogues

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *