Bhagat Singh

Bhagat Singh Best Movie Dialogues With Text and Image · Star: Ajay Devgn, Sushant Singh, D. Santosh, Akhilendra Mishra, Amrita Rao · Movie: Bhagat Singh Film Dialogues, Lyrics, Status and Quotes
Bhagat Singh Movie Details
Movie : Bhagat Singh
Starring : Ajay Devgn, Sushant Singh, D. Santosh, Akhilendra Mishra, Amrita Rao
Music : A. R. Rahman
Producer : Kumar Taurani, Ramesh Taurani
Director : Rajkumar Santoshi
Editor : V. N. Mayekar
Written By : Rajkumar Santoshi, Piyush Mishra
Release Date : 7 June 2002
Bhagat Singh Dialogues
Aap Namak Ka Haq Ada Karo
Main Mitti Ka Haq Ada Karta Hoon
Khoon Bahana Koi Badi Baat Nahi Hai.
Chahe Wo Apna Ho Ya Samne Wale Ka
Badi Baat To Ye Hai Ki Jism Se Tapka Hua Ek Bund Khoon,
Aane Wali Nasal Ke Sare Ke Sare Khoon Mein
Ubaala La Sakta Hai Ya Nahi
Na To Mujhe Maut Ka Khauf Hai
Aur Na Hi Rab Ka Yakeen
Dushman Aadmi Ko Maar Sakta Hai
Uske Adharshon Ko Nahi
Shareer Qaid Kiya Jaa Sakta Hai
Vichaar Nahi
Garam Se Garam Kaam Karte Waqt,
Dil Aur Dimag Ko Thanda Rakha Karo
Sirf Khoon Ke Rishton Ka Maan Rakha Jata Hai
Mann Ke Rishton Ka Nahi
Bhagat Singh Best Movie Dialogues, Ajay Devgn, Sushant Singh, D. Santosh, Akhilendra Mishra, Amrita Rao Dialogues