Masti Best Movie Dialogues

Masti

Masti Best Movie Dialogues With Text and Image
Masti Best Movie Dialogues With Text and Image

Masti Best Movie Dialogues With Text and Image · Star: Ajay Devgn, Vivek Oberoi, Riteish Deshmukh, Aftab Shivdasani, Lara Dutta, Amrita Rao, Tara Sharma, Genelia D’Souza · Movie: Masti Film Dialogues, Quotes, Shayari, Lyrics, and Status

 


Masti Movie Details

 

Movie: Masti

Starring: Ajay Devgn, Vivek Oberoi, Riteish Deshmukh, Aftab Shivdasani, Lara Dutta, Amrita Rao, Tara Sharma, Genelia D’Souza

Music: Anand Raj Anand

Producer: Ashok Thakeria

Director: Indra Kumar

Editor: Sanjay Sankla

Written By: Amir Mahmood, Tushar Hiranandani

Release Date: 9 April 2004

 


Masti Dialogues

 

Tumse Aadhe Second Ki Bhi Doori Mujhe Aadha Kar Deti Hai…

 

Doobara Agar Mujhe Haath Lagaya, Toh Haath Kaat Ke Aaisi Jagah Ghusa Doonga…
Ki Zindagi Bhar Khana Bhi Mooh Se Padega… Aur Nikalna Bhi

 

Tum Mahaan Ho, Bhagwan Ka Vardaan Ho…
Mere Jeene Ka Samaan Ho…

 

Hamari Zindagi Mein Na Hi Koi Mazaa Hai, Na Hi Koi Masti…
Balki Ek Aaisi Bhel Puri Hai Jis Mein Chutney Nahi Hai…
Ek Aaisi Kulfi Hai Jis Mein Malai Nahi…
Ek Aaisi Daal Hai Jis Mein Tadka Nahi…

 

Duniya Mein Teen Cheezein Bin Bulaye Aa Jaati Hai…
Maut, Julaab Aur Yeh Janaab…

 

Duniya Mein Teen Cheezein Nikalne Ke Liye Ungli Tedhi Karni Padti Hai…
Dibbe Mein Se Ghee… Gair Kanooni Basti…
Aur Shaadi Shuda Mardon Mein Se Masti…

 

Shaadi Ke Saath Na Sirf Engagement Ring Aur Wedding Ring Aate Hai…
Balki Ek Aur Ring Bhi Aata Hai… Suffering

 

Duniya Mein Sirf Teen Cheezein Hai Joh Kitni Bhi Koshish Karo Tedhi Ki Tedhi Rehti Hai…
Kutte Ki Dum … Padosi Mulk Ki Niyat…
Aur Sikandar Ke Haathon Se Maroordi Hui Gardan…

 

Mujhe Bhoolne Ki Galati Karoge…
Toh Khud Ek Yaad Banke Reh Jaoge…

 

Raaste Ke Beech Mein Prem… What A Shame…

 

Biwiyon Ko Zyada Sar Pe Nahi Chadana Chahiye…
Varna Woh Sar Ka Dard Ban Jaati Hai…

 

Parathe Maange Toh Chaante Milenge…

 

I Hate Crime And I Hate Criminals…

 

Madh Island Ka Beach…
Beach Par Bungla…
Aur Bunglay Mein Vimla Aur Mangla…

 

Bomb Ke Phatne Se Dhamaka Nikalta Hai, Patloon Ke Phatne Se Dhaga Nikalta Hai…
Aur Air Condition Kamre Mein Agar Kisi Ki Phatti Hai Toh… Paseena Nikalta Hai

 

Meri Biwi Toh Space Mein Ghumti Us Satellite Ki Tarah Hai…
Joh Chaubeeso Ghante Mere Sar Par Mandrati Hai Aur Mujhpar Nazar Rakhti Hai…

 

Ladki Aur Kadki… Meet Ka Baal Bhi Baanka Nahi Kar Sakti…

 

Pehli Baar Sunne Mein Tera Har Idea Bahut Achcha Lagta Hai…
Baad Mein Saala Kachcha Nikalta Hai…

 

Ladkiyan Aur Din … Subah Hote Hi Badalne Chahiye…

 

Alag Alag Hai Swad Iske, Strawberry Pista Aur Kele…
Dhood Hi Lena Hai Toh Lele, Dhood Lele…

 

Na Mili Koi Beautiful Chick…
Toh Chalega Koi Bhi Tom, Harry Ya Dick…

 

Dal Fry Ho Yah Biryani, Ghar Ka Khana Changa…
Bahar Khane Jaoge, Toh Ho Jayega Panga…

 

Kabhi Santoshi Maa Ka Vrat, Toh Kabhi Ambe Maa Ka, Kabhi Durga Maa Ka, Toh Kabhi Padosi Ki Maa Ka…
Kabhi Solha Somwar, Toh Kabhi Ganesh Ka Mangalwar…

 

Ek Thi Rajesh Khanna Ki “Haathi Mere Saathi”…
Aur Ek Meri Hai Haath Hi Mere Saathi…

 

Yahan Hua Late…
Aur Wahan Nikla Pet…

 


Masti Best Movie Dialogues, Starring: Ajay Devgn, Vivek Oberoi, Riteish Deshmukh, Aftab Shivdasani, Lara Dutta, Amrita Rao, Tara Sharma, Genelia D’Souza Dialogues

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *