Son of Sardaar

Son of Sardaar Best Movie Dialogues With Text and Image · Star: Ajay Devgn, Sanjay Dutt, Sonakshi Sinha, Juhi Chawla, Arjan Bajwa, Mukul Dev · Movie: Son of Sardaar Film Dialogues, Quotes, Shayari, Lyrics, and Status
Son of Sardaar Movie Details
Movie: Son of Sardaar
Starring: Ajay Devgn, Sanjay Dutt, Sonakshi Sinha, Juhi Chawla, Arjan Bajwa, Mukul Dev
Story By: S. S. Kanchi, Vara Mullapoodi
Music: Himesh Reshammiya
Producer: Ajay Devgan
Dialogues: Robin Bhatt & Ashwni Dhir
Director: Ashwni Dhir
Editor: Dharmendra Sharma
Written By: Robin Bhatt & Ashwni Dhir
Release Date: 13 November 2012
Son of Sardaar Dialogues
Kudi Da Patla Lak Te Munde Da Good Luck…
Dono Luck Ki Baat Hoti Hai…
Paaji Sardar Par Joke Na Karna Aur Joker Mat Samajhna…
Oye Paaji Kadhi Has Bhi Liya Karo…
Ghar Ke Andhar Ice Cream Ko Dekhke…
Mere Mooh Mein Niagara Falls Aa Gaya Tha…
Silencer Pao Puttar… Silencer
Joh Bheed Mein Shikaar Kare Woh Sher Nahin Thug Hota Hai…
Aur Agar Dushman Tagda Ho,
Toh Usse Maarne Ka Mazaa Hi Alag Hota Hai…
Milan Ke Bina Love Story Poori Nahi Hoti…
Par Joh Poori Nahi Hoti,
Kya Woh Love Story Nahi Hoti…?
Suttebaazi Na Kare Toh Na Kabhi Bimaar Ho…
Ek Toh Paisa Bache Doosra Badan Tayaar Ho…
Khet Ka Ganna Teh Romantic Picture Ka Hero Rajesh Khanna…
Bulaye Nahi Jaande…
Bhichad Ke Tujhse Ab Mujhe Marna Hai…
Yeh Tajurba Issi Zindagi Mein Karna Hai…
Power Waale Chashme Te Chadahi Hui Kasme…
Ek Baar Chad Jaati Hai Na Toh Utaari Nahi Jaati…
Pathan Aur Sardar Ki Jodi…
Baki Sab Lil Lil Ghodi…
Oye Oye Oye Yaad Mat Dila…
Rom Rom Romantic Ho Jata Hai…
Woh Dil Hi Kya Joh Dhadke Na…
Woh Chunni Ki Kya Joh Sarke Na…
Woh Soorma Ki Kya Joh Rarke Na…
Te Woh Yaar Hi Kya Joh Yaar Ke Liye Tadpe Na…
Joh Hindustan Leave Karke Aata Hai Na…
Usko Muhalle Waale Hindustan Lever Bolte Hai…
Apne Ghar Mein Kutta Bhi Sher Hota Hai…
Lekin Sher Har Jagah Sher Hota Hai…
Jithe Maafi Hai Uthe Pyar Hai…
Jithe Pyar Hai Uthe Rab Hai…
A For Apple Teh H For Hen…
Pathan Is Saying Ki There And Then…
Kuch Bhi Le Lena Lekin Pathan Ke Yaar Se Panga Na Lena…
Tere Khandaan Mein Maarne Ka Rivaj Hai Kya..?
Khush Naseeb Hote Hai Woh Bete Jinke Ghar Mein Aaisa Baap Pehda Hota Hai…
Sardar Ki Dastaar Par Haath Uthayega Na…
Toh Sardar Utha Dega…
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Sawaal Aata Hai…
Ki Agar Duniya Mein Sardar Na Hote Toh Kya Hota..?
Sorry Yaar Duniya Bekaar Bina Son Of Sardar…
Buddhe Ke Mooh Mein Toffee Aur Mehmaan Ke Mooh Se Maafi…
Achchi Nahi Lagti…
Kuch Te Aankhan Di Pardedaari Rakh, Chahe Pyar Tu Udhaar Hi Rakh…
Phone Toh Tu Karda Nahi Hai,
Meri Jaan Missed Callan De Maari Rakh…
Boothi Changi Nahi Ho Te Baat Changi Karni Chahiye…
Aur Baat Changi Na Kar Sako…
Toh Mooh Band Rakhna Chahiye…
Ek Tu Sardar,
Ek Main Sardar…
Baki Sab Bekaar…
Har Khothe Jaise Dikhne Waali Cheez Khothi Nahi Hoti…
Aur Har Bhook Ka Ilaaj Roti Nahi Hoti…
Daru Badi Kutti Cheez Hoti Hai…
Dosti Mein Pilao Toh Yaar Deti Hai…
Dushmani Mein Pilao Toh Maar Deti Hai…
Think Of Kamina Aur Kamina Haazir…
Yeh Dil Hai Na…
Tractor Ki Engine Ki Tarah Dhadakhta Hai…
Bachpan Ki Pant Jawani Mein Fit Nahi Hoti…
Aur Har No Ball Pe Free Hit Nahi Hoti…
Son of Sardaar Best Movie Dialogues, Starring: Ajay Devgn, Sanjay Dutt, Sonakshi Sinha, Juhi Chawla, Arjan Bajwa, Mukul Dev Dialogues