Tirangaa

Tirangaa Best Movie Dialogues With Text and Image · Star: Raaj Kumar, Nana Patekar, Harish Kumar, Mamta Kulkarni, Varsha Usgaonkar, Deepak Shirke, Manohar Singh · Movie: Tirangaa Film Dialogues, Lyrics, Status and Quotes
Tirangaa Movie Details
Movie : Tirangaa
Starring : Raaj Kumar, Nana Patekar, Harish Kumar, Mamta Kulkarni, Varsha Usgaonkar, Deepak Shirke, Manohar Singh
Music : Laxmikant–Pyarelal
Lyrics : Santosh Anand
Producer : Mehul Kumar
Director : Mehul Kumar
Editor : Yusuf Sheikh
Written By : K. K. Singh
Release Date : 29 January 1993
Tirangaa Dialogues

Hum Tumhe Wo Maut Denge
Jo Na To Kisi Kanoon Ki Kitab Me Likhi Hogi
Aur Na Hi Kabhi Kisi Mujrim Ne Sochi Hogi

Ye Delhi Bas Mooh Hai Isliye
Batar-batar Karti Rehti Hai …
Ye Karna Hai, Ye Hona Chahiye, Hume Dikhana Hai
Bas Dil Ko Tasalli Dene Ke Liye Achcha Lafz Hai Delhi

Apna To Usool Hai
Pehle Laat, Phir Baat,
Uske Baad Mulaqat

Na Talwaar Ki Dhar Se,
Na Goliyo Ki Bauchhar Se
Banda Darta Hai To,
Sirf Parvar Digaar Se

Hum Kisi Se Bhi, Kisi Waqt Bhi,
Kahin Bhi Mil Sakte Hain
Hamara Jab Dil Chahe

Hamari Zabaan Bhi Hamari Goli Ki Tarah
Dushmano Se Sidhe Baat Karti Hai

Tujhe Aaisi Maut Marunga
Ki Teri Paapi Atma Agle Saat Janam Tak,
Kisi Dusre Sharir Mein Ghusne Ke Pehle Kanp Uthegi

Hum Aankho Se Soorma Nahin Churate
Hum Aankhe Hi Chura Lete Hain

Ye To Laal Mirch Hai Teekhi Teekhi
Haath Lagao To Haath Jale
Mooh Lagao To Mooh Jale
Dil Lagao To Dil Jale

Sache Police Ki Ya To Maut Hoti Hai
Ya To Suspend Kiya Jaata Hai

Pandrah Sau Ki Naukri Karne Waala
Ek Din Tujhe Dedh Sau Ka Kafan Pahnayega

Kaunsa Kanoon, Kaisa Kanoon
Yah Kanoon To Chand Mujrimo Ki Rakhail Ban Baithi Hai
Tirangaa Best Movie Dialogues, Raaj Kumar, Nana Patekar, Harish Kumar, Mamta Kulkarni, Varsha Usgaonkar, Deepak Shirke, Manohar Singh Dialogues