KGF Top 10 Movie Dialogues

Is Duniya Mein Sabse Bada Yodha Maa Hoti Hai

Trigger Pe Ungli Rakhne Wala Har Koi Shooter Nahi Hota… Ladki Pe Haath Daalne Wala Har Koi Mard Nahi Hota… Aur Apun Ki Aukaat, Apun Ko Chahne Walo Ke Alava Aur Koi Samajh Nahi Sakta

Agar Tujh Me Himmat Ho Ki Hazar Log Tumhare Piche Khade Hai … To Tum Sirf Ek Jung Jitoge … Magar Hazar Logo Ne Himmat Jutta Li Ki Tum Samne Khade Ho … To Tum Puri Duniya Jeet Jaaoge

Jo Shahar Me Rehne Aata Hai Wo Uske Bare Me Sikhta Hai … Jo Raj Karne Aata Hai Wo Shahar Ko Apne Baare Me Sikhata Hai

Duniya Me Sab Kahte Hai Ki Paise Ke Bina Chain Se Ji Nahi Sakte … Lekin Yeh Koi Nahi Kahta Ki Bina Paise Ke Chain Se Mar Bhi Nahi Sakte

Ghayal Sher Ki Sansein … Uski Dahaad Se Bhi Zyada Bhayanak Hoti Hai

Swarth Ke Piche Bhagne Wali Ye Duniya, Kisi Ke Liye Nahi Rukti, Hume Khud Rokna Padta Hai…

Mumbai Kya Tere Baap Ka Hai Kya Re… Nahi Re Tere Baap Ki Hai… Aur Tera Baap Main Hoon!

Ladai Me Kaun Pehle Marta Hai Isse Koi Farak Nahi Padta … Farak Isse Padta Hai Ki Pehle Kaun Nicha Gira

Chillar Ke Liye Haath Phailana Padta Hai… Noton Ke Liye Haath Uthana Padta Hai

White Lightning